Letting it go passerby 2021*

Puneet Sharma
2 min readJan 1, 2022

This year hasn’t been easy for anybody, we’ve lost loved ones like i lost my guardian, we’ve grieved, we’ve cried, we’ve been shattered, and we’ve seen depths that even we weren’t aware existed. Despite of the sheer pain this year carried , this year also gave us countless moments of joy. We just have to carry on and just go with our new reflections.*

We’ve laughed, we’ve made joyful memories, we’ve fallen in love, we’ve made irreplaceable bonds & friendships, we’ve challenged & pushed ourselves to new boundaries, we’ve explored something new about us and that is something we should take pride in. This year was a beautiful metaphor for the statement that, no matter how bad things might have been, there’s always something good coming out.

Kitna ajeeb hota haina ki aap ek cheez ke hone ka intezaar karte ho aur jab wo hoti hai, toh wo waisi nahi hoti jaisa aapne socha tha. Isliye aapke andar ka ek hissa is baat se udaas rehta hai.

Main saal bhar naye saal ka intezaar karta hoon. Aaj naya saal aaya magar ye waisa nahi tha jaisa maine socha tha, mere naye saal me khalipan nahi hota aur subah se yehi cheez muje bechain rakh rahi hai . Main pure din udaas mann se idhar udhar machalta raha ki shayad koi aa jaye milne aur main apni soch wala naya saal chakh loon.

Dekho, shaam hogayi hai magar abi bhi nahi aaya koi . Kisi ke ruk jaane ke intezaar me hum apni chalti hui zindagi ka kitna hissa gava dete haina. Thodi der kardi maine ye baat samajhne me. Magar jab baat samajh aagayi toh apni soch wale naye saal me ek chhota sa talab banaya aur apne andar ke saare khalipan ko waha jama karliya. Phir us talab ke kone me baith kar maine apne naye saal ke pehle din ko wapis apne ghar jaate dekha. Aur uski saari garmahat ko sambhal kar is khat me dala taaki aap sab tak usse bhej saku.

What would our new year resolution should be* As my wish for you, and my wish for myself, it would be to – Make New Mistakes!*

Make glorious, amazing mistakes. Make mistakes nobody’s ever made before. Don’t freeze, don’t stop, don’t worry that it isn’t good enough, or it isn’t perfect, be it – art, love, work, family or life. Whatever it is you’re scared of doing, Do it.*

That’s what I would say to y’all, “Make your mistakes, next year and forever.*

Aap sabko naya saal mubarak ho.*

Sath hi ek chota sa geet aap sabke jeevan mei khulke rang bharde yeh naya saal,

--

--